`
Rag Darbari (Hindi)
Shrilal Shukla
(Paperback | ISBN : 9788126713967,
8126713968)
Price: 250
185
Available
Discount :
65
[You save 26% ]
CASH ON DELIVERY (COD) Available!
Description
Raag Darbari ek aisa upanyas hain jo ganv ki katha ke madhyam se aadhunik bhartiya jeevan ki mulyaheenta ko sahajta aur narmata se anavrat karta hain. Shuru se aakhir tak itane nissang aur saudedeshya vyangaya ke sath likha agay hindi ka shayad ya pahla vrahat upanyas hain.
Phir bhi raag darbari vyangaya-katha nahi hain. Iska smabandh ek bade nagar se kuch durr base hue ganv ki zindagi se hain, jo itne varsho ki pragati aur vikas ke naro ke bavjud nihit swartho aur anek avanshaneeya tatavo ke saamne ghisat rahi hain. Yah ussi zindagi ke dastavej hain.
1968 mein raag darbari ke prakashan ek mahatavpuran sahityik ghatna thi. 1970 mein isse sahityik akadami puraskar se sammanit kiya gaya aur 1986 mein ek durdarshan-dharavahik ke roop mein isse lakho darshako ki sarahana prapt hui.
Book Details
Title : Rag Darbari (Hindi)
ISBN : 9788126713967,8126713968
Pages : 334
Publishing Date :
2008